Beautiful_line_for_tea_lover_shayari

0


1.  Vo pal bhi koe pal hai 🌺J

Justpal tera ehsas na ho☕

Vo chay fir kesi chay😋

Jisme Tere hoto ki mithas na ho👧


Chai ☕ke bad dusra rang tumhara hai👧
Jo mujhe sanwla achha lagta hai🌹👩



Kuchh is tarah se sakkar ko🌺
Bacha liya karo😋
Chay jab pio ☕
Humen Jahan me betha liya karo👫



Teri yadon👧 ka nasha hai mujhe
Chay ki tarah☕
Subah sabse pahle🌺
Teri yaad aati hai👩



Na karna Meri chay par☕ sak-a-sanam👧
Humne tumse subah ki chay sa🍵 eshaq Kiya hai👩
Jiske na Milne par din adhura sa😢 lagne lagta hai😪



Tumhare👩☕ hathon ki bani chay
Ke garm ehsaso ki jarurat hai mujhe🌹
Subah ki sardi or tumhari judae😢
Humse ab bardashat nahi hoti😭




Milo👩 kabhi chai par☕
Fir koe kisse bunenge👫
Tum khamoshi se kahna👧
Hum chupke se sunenge😋




Jab subah subah Tere payar ke👧 nagme ko gungunata hu💓
Lab muskurate hai jab😋
chay ka cup☕ uthata hu





Ak cup chay ☕
do dilo ko Mila deti hai👫
Ak cup chay☕
din bhar ki thakan mita deti😋😋





Dubara garm ki huyi chay☕
Or samjhota Kiya hua rishta👧
Dono me pahle jesi 💓
Mithas kabhi nahi rahti hai💔

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें (0)